Pathar Ke Khuda

17 03 2010

Pathar ke khuda, pathar ke sanam
Pathar ke hi insaan paye hein…
Pathar ke khuda, pathar ke sanam
Pathar ke hi insaan paye hein…

Tum shehr-e-muhabbat kehte ho
Tum shehr-e-muhabbat kehte ho
Hum jaan baccha kar aaye hein…

-chorus-

But khana samajhtay ho jisko
Poocho na wahan kya haalat hai
But khana samajhtay ho jisko
Poocho na wahan kya haalat hai

Hum loag waheen se lautay hein
Bas shukar karo laut aaye hein

Tum shehr-e-muhabbat kehte ho
Tum shehr-e-muhabbat kehte ho
Hum jaan baccha kar aaye hein…

-chorus-

Hum soch rahay hein muddat se
Abb umr guzarein bhi to kahaan
Hum soch rahay hein muddat se
Abb umr guzarein bhi to kahaan

Sehra mein khushi ke phool nahin
Shehron mein ghamon ke saaye hein

Honton pe tabbasum halka sa
Aankhon mein nami si aye qatil
Honton pe tabbasum halka sa
Aankhon mein nami si aye qatil

Hum ahl-e-muhabbat par aksar
Aisay bhi zamanay aaye hein

Tum shehr-e-muhabbat kehte ho
Tum shehr-e-muhabbat kehte ho
Hum jaan baccha kar aaye hein…

-chorus-





Dil Bole Bole

17 03 2010

Chorus:
Dil bole bole mera
Dil bole tu hi tu hi tu
Dil bole bole mera
Dil bole tu hi tu hi tu

Tu hi masti mein meri
Tu hi masti mein meri
Tu hi hasti mein tu!

—-

Masti mein yeh zameen hai
Masti mein aasmaan hai
Tera yeh kya gumaan hai
Keh yeh tera jahaan hai

Aye hein kitne siqandar
Tumse pehley bhi yahaan
Kha gayee apni zameen yeh
Kaise kaise aasmaan
Kaise kaise aasmaan…

Chorus

Aag lagade seene mein
Mere Aag lagade seene mein
Aag lagade seene mein
Mere Aag lagade seene mein
Mera roshan ho jaye mann!

Aag lagade seene mein
Mere Aag lagade seene mein
Aag lagade seene mein
Mere Aag lagade seene mein

Kabhi darya ban ke pyaas bujha doon tere pyaron ki mein
Kabhi saaya ban jaaon mein dhoop mein…!

Kabhi rasta ban ke paar laga doon sehraaon se unko
Kabhi jugnu ban jaon mein raat mein…!

Aag lagade seene mein
Mere Aag lagade seene mein
Aag lagade seene mein
Mere Aag lagade seene mein

Sachi dasaan beeba teri yaad bari aundi aye
Diney tarpondi raati neend naahin aundi aye

Sachi dasaan beeba teri yaad bari aundi aye
Diney tarpondi raati neend naahin aundi aye

Akhiyaan cho laat mukki pathraan de waang hoyaan
Dil wi nayein lagda peyaa

Chorus





Ya Rabba!

17 03 2010

One of the songs you are tempted to listen to over and over again….

Ya Rabba!
Pyaar hai ya sazaa, aye mere dil bata?
Tootata kyon nahi dard ka silsila?

Is this love or a punishment, oh my heart tell me?
why does it not break, the sequence of pain?

Iss pyaar mein hon kaise kaise imntihaan
Ye pyaar likhe kaisi kaisi dastaan

What kinds of tests are there in this love
What kind of stories does this love write

Ya rabba de de koi jaan bhi agar
Dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar

Oh God, even if someone gives up his life
It has no effect at all on the lover

Kaisa hai safar wafa ki manzil ka
Naa hai koi hal dilon ki mushkil ka

What is this journey to the destination of loyalty
There is no solution to the trials of heart.

Dhadkan dhadkan bikhri ranjishein
Saansein saansein tooti bandishein

In every beat (of the heart) there are complaints scattered
In every breath the rhythm of music breaks

Kahin to har lamha honton pe fariyaad hai
Kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai

Somewhere there is a plea to God in every moment
Someone’s world is destroyed in desire/love

Koi na sune sisakati aanhon ko
Koi na thaame tadapati baahon ko

No one listens to the sobbing eyes
No one holds the agonizing arms

Aadhi aadhi puri khwaishein
Tooti phooti sab farmaaishein

Half fulfilled are dreams/wishes
Requests are all broken.

Kahin shak hain kahin nafrat ki deewaar hai
Kahin jeet mein bhi shamil pal-pal haar hain

There is suspicion sometime and a wall of hatred at other times
Defeat is entrenched every moment in victory somewhere

Na poocho dard bandon se
Hnsi kaisi khushi kaisi…?

Don’t ask people what pain is
what happiness and what laughter…?

Musibat sar pe rehati hain
Kabhi kaisi kabhi kaisi

There is always some kind of trouble brewing
Sometimes like this and sometimes like that

O Rabba….

Oh God!





Kaka

27 01 2010
rub rub rub rub kardi rawein
aye hoyi gal har pal kehndi rawein
betha kay kar chay minu aap tu kithay gaya
umr aapni inj lagaandi rawein
har tarkay kukr di baand day utay
mudh buhay day bethi rawein
na dikhay koi dhund chay banda pawein
zid aapni tay tu ari rawein
wah ji wah ki ishaq day kehnay
rakh kay girwi hun saaray gehnay
chal payein shehr nu kali tun
wichkar sarak day paya si kaka
hilda hulda hun nahin si oh
dawawan mang mang si hoyi sadai
rab noo hun puchin aye hoya inj kyun
ya ishq mera si chootha ya fay chootha ayein tun